Waqas Ahmad’s Questions About EMA 60 30 15 5 Strategy And Trading Mistakes

Waqas Ahmad’s Questions About EMA 60 30 15 5 Strategy And Trading Mistakes

Waqas Ahmad Said

salam sir. sehri krtey hoe apni ghaltiyan dkh rha tha dono hazam hogayen achi tarha:) sir mjhe apki clarification se clearly apni 3 moti moti aur ahem ghaltiyan smjh ayen.

1. Mein Stochastic mein bht weak hn. apki strategy k mutabiq agr 20 se 49 ki range mei stochastic ka crossover ho tu ye bullish ka signal deta hai aur 51-79 ki range mei agr crossover ho tu ye sell ka signal deta hai?? kia aisa hi hai. mei sahi smjh rha hn. kindly rehnumaye krien

2. meri dosri mistake sirf H1 chart pe rhna mjhe ab ye smjh agya k M30 se lekar H4 tak subko hi dkhna bht zarori hai aur sath sath zarorat k mutabiq Daily chart bhe.

3. Meri nazr mei meri third mistake thori ajeb magar haqiqat hai k mein ne around 80% trade krtey waqt sirf pivot aur trend ko dkha. stochastic mjhe signal hi hamesha opposite de rha tha. clear sell ka trend hone k bawajood stochastic 20 pe crossing krrha rha isi wajha se mene stochastic ko bht jagaho pe nazar andaaz kia jo meri ghalti hai. aur kafi moqo pe 60EMA ki line ko bhe nazar andaz kia kyunke obvious trend dkh k sentiments ziada asar andaz hogaye bajae strategy kindly mjhe aur sub dkhney walo ko stochastic ko thek se istemal krney ki zarort hai.

ek bar phr sir apka bht bht shukriya apney students ki rehnumaye krne ka. agley bar aur practice k sath hazir hnga. Allah Hafiz

We Replied :

  1. Stochastic Is A Good Oscillator. Try Buying In A Bullish Trend Between 0 to 50 and Selling in A Bearish Trend Between 50 To 100
  2. Always Consult other Timeframes Too.
  3. Step One = Find A Trend
    Step Two = Confirm it With Moving Averages
    Step Three = Start Trade From A Signal Provided By Your Oscillators

Good Luck

For Free Urdu Hindi Technical Analysis, Free Urdu Trading Signals, Free Urdu Hindi Forex Training Course, Forex Account Management In Pakistan And Complete Advance, Professional And Expert Level Forex Training In Urdu And Hindi In Pakistan Call Us +92-300-6561240, Or Visit Our Urdu Forex Training Section At Digitech.Com.Pk

Technical Analysis Services Are Powered By PakistanOffice.Com, Forex Education In Urdu, ForexGuru.Pk And Ziaalhassan.Com. For More Information And Free Urdu Forex Training Please Call Dr. Zia-al-Hassan At 0300-6561240